Hindi Shayri

Saturday, 8 November, 2008

SMS Shayri

Unse Hi Dil Lagta

Barson ho gaye raakh bane huyePar dhunwa uthta baar baar Q hai

Zamana ho gaya zakhm lage huyeYe Riista baar baar Q hai

Mohobbat dard ban kar reh gayiAshqon ka sailaab tut'ta baar baar Q hai

Jeetnay ki koshish karte hain hameshaPar mukaddar haarta baar baar Q hai

Koi sahil pe pohnachay bhi kaiseYahan tufan guzarta baar baar Q hai

Har lamha badalti hai fitrat jinkiUnse hi Dil lagta baar baar Q hai

Labels: , ,

Subscribe to Hindi Shayari

 
Google